Tuesday, July 26, 2005

cHaasm-a-eid

Ye shabd humare aziz dost Amit Khare urf shayar ne un sabhi khubsoorat ladkiyon ke naam kiye the jab Ruksun mein saree day manaya gaya tha (6th August 2004). Arz hai......

Nashisth ye zameen aap hi se
Noor-e-haayat mein Zila noor aap hi ke
Tareeki-e-doo aalam faroza aap hi se

Yu jo aap nAaz sa aaj wajd mein aate hain
Duniya raah pe aai jaati hain
rAasm-a-jurm miti jaati hain
Lo saab patthar pighle jaate hain

Meanings:
cHasm: eyes
eid: khushi
Nashisth : decorated
Noor-e-haayat : light of life
Zila : vivified
Tareeki-e-doo aalam : dark's of two world/doo jahan ke andhere
faroza : roshan/illuminated
nAaz : garv/kind of pride
wajd : pragaat hona / coming face to face
rAasm-a-jurm : jurm ke rasam

0 Comments:

Post a Comment

<< Home